verfi

Pages - Menu

verfi

Showing posts with label SAD STATUS. Show all posts
Showing posts with label SAD STATUS. Show all posts

Tuesday 14 June 2016

HUMSAFAR

wo humsafar tha magr us say humnawayi na thi
kehi dhoop chayon ka alam raha,  judaai na thi
Na apna ranj na auro ka dukh na tera malal
shab'e firak kabhi hum nay yun ganwayi na thi
mohabbat ka safar is tarah bhi guzra tha
shikasta dil thay musaafir shikasta paayi na thi
adawatein thin, tagful tha, ranjishe thi
bicharney wale me sab kuch tha, bewafai na thi,
kabhi ye haal keh dono main yak dill thi bahut
kabhi yeh marhala jaisay keh ashnayi na thi
ajeeb hoti hay rah'e  sikhan bhi dekh naseer
wahan bhi aa gaye akhir jahan rasayi na thi

Tuesday 17 May 2016

कुछ लोग कहते है की बदल गया हूँ मैं,

कुछ लोग कहते है की बदल गया हूँ मैं,
उनको ये नहीं पता की संभल गया हूँ मैं,
उदासी आज भी मेरे चेहरे से झलकती है,
पर
अब दर्द में भी मुस्कुराना सीख गया हूँ मैं|

Apna hoga to sata k marham dega,

अपना होगा तो सता के मरहम देगा,
जालिम होगा अपना बना के जख्म देगा,
समय से पहले पकती नहीं फसल,
अरे बहुत बरबादियां अभी मौसम देगा|



Apna hoga to sata k marham dega,
Zalim hoga to apna bna k zakhm dega,
Samay se pehle pakti nahi fasal are..
boht barbadiyan abhi mousam dega.

Saturday 16 April 2016

Teri nazro me hai tere sapne

Teri nazro me hai tere sapne
tere sapno me hai Naaraazi
mujhe lagta hai ki bato dill ki 
hotilafzo ki dhokhe bazi
tum saath ho naho 
kya fark parta hai
bedard zindagi thi bedard hai

Monday 11 April 2016

Pasand karta hun har haeen ko,

Pasand karta hun har haeen ko,
Magar dill mein Basane ke liye Jagah nahi;
Thukra dete hai begana samjh kar;
Uski Hoti koi Thukrane ki wajha nahi....

Mana Ke Pyar kisi ka mere pass nahi;

Mana Ke Pyar kisi ka mere pass nahi;
Magar tumhein Meri Mohabbat ka ehsaas nahi;
jaane pee gaye Hum kitne Gam-E-Ansu,
Ab Kuch or pine ki pyas nahi

Kya Khoob Zamaane ki wafa Dekhte Rahe;

Kya Khoob Zamaane ki wafa Dekhte Rahe;
Har baat Me Hum Apni Khata Dekhte Rahe;
Yu to jamne ne badle bahut rang;
Par hum to uski wafa dekhte rahe;
Muskilo me thi jindagi humari;
Hum to bas haalat ka maza dekhte rahe;

saaye ne saath chor diya yaar ne dill tod diya;

saaye ne saath chor diya yaar ne dill tod diya;
Ab to khuda bhi Mere Khilaf ho gaya;
Jo pyar ka chirag jalaya Tha Maine;
Usi chirag se Jalkar Main Khak Ho gay;

Sunday 10 April 2016

Tere ishq ne diya sukoon itna;

Tere ishq ne diya sukoon itna;
Ki Tere baad koi acha na lage;
Tujhe karni hai bewafai to is adaa.. se kar..;
Ki tere baad koi Bewafa  na mile;

Kabhi gam to Kabhi Tanhai mar gayi;

Kabhi gam to Kabhi Tanhai mar gayi;
Kabhi yaad akar Unki judai maar gayi;
Bahut toot kar chaha jisko humne;
Akhir me unki hi bewafai maar gayi:....

Jo Jakham de gaye ho aap mujhe;

Jo Jakham de gaye ho aap mujhe;
Na jane Q wo jakham bharta nahi;
Chahte to hum bhi hai ki apse ab na mile;
Magar ye jo dill hai,Kambakhat kuch samjhta hi nahi;.....

Har dharkan me ek raaj hota hai;

Har dharkan me ek raaj hota hai;
Bato ko batane ka bhi ek andaj hota hai;
Jab tak na lage thokar bewafai ki;
Har kisiko apne pyar par naaz hota hai;....

Na jane kya soch kar lehre Sahil se takrati hai;

Na jane kya soch kar lehre Sahil se takrati hai;
Or phie samundar me laut jati hai;
Samajh nahi aata ki Kinaro se bewafai karti hai;
Ya fir laout kar samundar se wafa nibhati hai...;

Har pal kuch sochte rehne ki adat ho gayi ahi;

Har pal kuch sochte rehne ki adat ho gayi ahi;
Har aahat par chonk jane ki adat ho gayi hai;
Tere ishq me Ea bewafa,Hirz ki rato ke sang;
Humko bhi Jagye rahne ki adat ho gayi hai...

Wo Pani ki lahro pe kya likh raha tha;

Wo Pani ki lahro pe kya likh raha tha;
Khuda jane Harf-E-Dua likh raha tha;
Mohabbat me mili thi nafrat use bhi sayed;
Is liye har sakhs ko bewafa likh raha tha......

Mehsoor ho gaya Hu. To Zahir haii Dosto;

Mehsoor ho gaya Hu.  To Zahir haii Dosto;
Ilzam 100 tarh ke mere sar par bhi aayenge;
Thora sa apni chal badal kar chalo;
Sidhe chale to mumkin hai.Peeth me Khanjar bhi aayenge

Wafa karne se mukar gaya hai dill;

Wafa karne se mukar gaya hai dill;
Ab Pyar karne se darr gay hai dill;
Ab kisi sahare ki baat mat karna;
Jhuthe Dilaso se Bhar gaya hai
Ab yah Dill...|

Saturday 9 April 2016

Pyar me Bewafai Mile to gam na karna..

Pyar me Bewafai Mile to gam na karna..
Apni ankhe kisi ke liye nam na karna
Wo Chahe lakh nafrat kare tumse ;
Par tum apna pyar kabhi uske liye kam na karna

Wo chor kar gaye hume;

Wo chor kar gaye hume;
Na jane kiya majburi thi;
Khuda ne kaha isme unka koi kasoornahi;
Ye kahani to maine likhi hi adhuri thi;..

Pal Pal uska saath nibhate hum;

Pal Pal uska saath nibhate hum;
Ek ishare par duniya chor jate hum;
Samudar ke bich me  pahunch kar fareb kiya usne;
wo kahte to kinare par hi doob jate hum