verfi

Pages - Menu

verfi

Showing posts with label SAD SHAYARI STATUS. Show all posts
Showing posts with label SAD SHAYARI STATUS. Show all posts

Tuesday, 14 June 2016

HUMSAFAR

wo humsafar tha magr us say humnawayi na thi
kehi dhoop chayon ka alam raha,  judaai na thi
Na apna ranj na auro ka dukh na tera malal
shab'e firak kabhi hum nay yun ganwayi na thi
mohabbat ka safar is tarah bhi guzra tha
shikasta dil thay musaafir shikasta paayi na thi
adawatein thin, tagful tha, ranjishe thi
bicharney wale me sab kuch tha, bewafai na thi,
kabhi ye haal keh dono main yak dill thi bahut
kabhi yeh marhala jaisay keh ashnayi na thi
ajeeb hoti hay rah'e  sikhan bhi dekh naseer
wahan bhi aa gaye akhir jahan rasayi na thi

Wednesday, 18 May 2016

Dosti ka shukriya kuch is trah ada karu, Aap bhul bhi jao to main yaad karu,

दोस्ती का शुक्रिया कुछ इस तरह अदा करू,
आप भूल भी जाओ तो मे हर पल याद करू,
खुदा ने बस इतना सिखाया हे मुझे
कि खुद से पहले आपके लिए दुआ करू..


Dosti ka shukriya kuch is trah ada karu,
Aap bhul bhi jao to main yaad karu,
Dosti ne bas itna sikhaya hai muze
Ke khud se pahle apke liye dua karu.

Bahot Ajib Hoti Hai Ye Yaade Bhi Mohabbat Ki, Jin Palo Me Hum Roye The,

Bahot Ajib Hoti Hai Ye Yaade Bhi Mohabbat Ki,
Jin Palo Me Hum Roye The,
Unhein Yaad Karke Hume Hansi Aati Hai,
Or Jin Palo Me Hanse The,
Unhe Yaad Karke Rona Aata Hai..!!

Tuesday, 17 May 2016

कुछ लोग कहते है की बदल गया हूँ मैं,

कुछ लोग कहते है की बदल गया हूँ मैं,
उनको ये नहीं पता की संभल गया हूँ मैं,
उदासी आज भी मेरे चेहरे से झलकती है,
पर
अब दर्द में भी मुस्कुराना सीख गया हूँ मैं|

Dard ka ehsas janna hai to pyar kar ke dekho,

Dard ka ehsas janna hai to pyar kar ke dekho,
Apni aankho me kisi ko utar kar dekho,
Chot unko lagegi aansu tumhe aa jayenge,
Ye ehsas janna ho to Dil haar kar dekho.

Apna hoga to sata k marham dega,

अपना होगा तो सता के मरहम देगा,
जालिम होगा अपना बना के जख्म देगा,
समय से पहले पकती नहीं फसल,
अरे बहुत बरबादियां अभी मौसम देगा|



Apna hoga to sata k marham dega,
Zalim hoga to apna bna k zakhm dega,
Samay se pehle pakti nahi fasal are..
boht barbadiyan abhi mousam dega.

Maine Kaha Unse Chhod Do Ya Tod Do Mujhe,

Maine Kaha Unse Chhod Do Ya Tod Do Mujhe,
Muskura Kar Sitam dhaya Unhone,
Chhod To Diya Hi Hai Tumko,
Toot Tum Khud-ba-Khud jaoge….!!

Pyar Kiya To Badnaam HoGaye,

प्यार किया बदनाम हो गए,
चर्चे हमारे सरेआम हो गए,
ज़ालिम ने दिल उस वक़्त तोडा,
जब हम उसके गुलाम हो गए|



Pyar Kiya To Badnaam HoGaye,
Charche Hamare Sar E AamHo Gaye,
Zaalim Ne Dil Bhi Usi WaqtToda,
Jab Hum Uske Pyar K GulamHo Gaye.

Kabhi Ro ke muskuraye kabhi muskura ke Roye,

कभी रो के मुस्कुराए, कभी मुस्कुरा के रोए,
जब भी तेरी याद आई तुझे भुला के रोए,
एक तेरा ही तो नाम था जिसे हज़ार बार लिखा,
जितना लिख के खुश हुए उस से ज़यादा मिटा के रोए.


Kabhi Ro ke muskuraye kabhi muskura ke Roye,
Jab bhi Teri yaad Aayi tujhe bhula ke Roye,
Ek tera hi to naam tha jise hazaar bar likha,
Jitna likh ke khush hue uss se jyada mita ke Roye..

Na Pucho haalat meri ruswaai ke baad,

न पूछो हालत मेरी रूसवाई के बाद,
मंजिल खो गयी है मेरी, जुदाई के बाद,
नजर को घेरती है हरपल घटा यादों की,
गुमनाम हो गया हूँ गम-ए-तन्हाई के बाद!!



Na Pucho haalat meri ruswaai ke baad,
Majil kho gai hai meri, Judaai ke baad,
Najar ko gherti hai har pal ghata yaado ki..
Gumnaam ho gaya hu gam-e-tanhai ke baad.

Wo jiski yaad me kharch kar di zindgi hame.

वो जिसकी याद मे हमने खर्च दी जिन्दगी अपनी।
वो शख्श आज मुझको गरीब कह के चला गया ।।


Wo jiski yaad me kharch kar di zindgi hame.
Wo hi shaks aaj hame garib kahkar chala gaya.

Saturday, 16 April 2016

Teri nazro me hai tere sapne

Teri nazro me hai tere sapne
tere sapno me hai Naaraazi
mujhe lagta hai ki bato dill ki 
hotilafzo ki dhokhe bazi
tum saath ho naho 
kya fark parta hai
bedard zindagi thi bedard hai

Monday, 11 April 2016

Pasand karta hun har haeen ko,

Pasand karta hun har haeen ko,
Magar dill mein Basane ke liye Jagah nahi;
Thukra dete hai begana samjh kar;
Uski Hoti koi Thukrane ki wajha nahi....

Mana Ke Pyar kisi ka mere pass nahi;

Mana Ke Pyar kisi ka mere pass nahi;
Magar tumhein Meri Mohabbat ka ehsaas nahi;
jaane pee gaye Hum kitne Gam-E-Ansu,
Ab Kuch or pine ki pyas nahi

Kya Khoob Zamaane ki wafa Dekhte Rahe;

Kya Khoob Zamaane ki wafa Dekhte Rahe;
Har baat Me Hum Apni Khata Dekhte Rahe;
Yu to jamne ne badle bahut rang;
Par hum to uski wafa dekhte rahe;
Muskilo me thi jindagi humari;
Hum to bas haalat ka maza dekhte rahe;

saaye ne saath chor diya yaar ne dill tod diya;

saaye ne saath chor diya yaar ne dill tod diya;
Ab to khuda bhi Mere Khilaf ho gaya;
Jo pyar ka chirag jalaya Tha Maine;
Usi chirag se Jalkar Main Khak Ho gay;

Sunday, 10 April 2016

saaye ne saath chor diya yaar ne dill tod diya;

saaye ne saath chor diya yaar ne dill tod diya;
Ab to khuda bhi Mere Khilaf ho gaya;
Jo pyar ka chirag jalaya Tha Maine;
Usi chirag se Jalkar Main Khak Ho gay;