verfi

Pages - Menu

verfi

Showing posts with label SAD SHAYARI STATUS. Show all posts
Showing posts with label SAD SHAYARI STATUS. Show all posts

Sunday 10 April 2016

Tere ishq ne diya sukoon itna;

Tere ishq ne diya sukoon itna;
Ki Tere baad koi acha na lage;
Tujhe karni hai bewafai to is adaa.. se kar..;
Ki tere baad koi Bewafa  na mile;

Kabhi gam to Kabhi Tanhai mar gayi;

Kabhi gam to Kabhi Tanhai mar gayi;
Kabhi yaad akar Unki judai maar gayi;
Bahut toot kar chaha jisko humne;
Akhir me unki hi bewafai maar gayi:....

Jo Jakham de gaye ho aap mujhe;

Jo Jakham de gaye ho aap mujhe;
Na jane Q wo jakham bharta nahi;
Chahte to hum bhi hai ki apse ab na mile;
Magar ye jo dill hai,Kambakhat kuch samjhta hi nahi;.....

Har dharkan me ek raaj hota hai;

Har dharkan me ek raaj hota hai;
Bato ko batane ka bhi ek andaj hota hai;
Jab tak na lage thokar bewafai ki;
Har kisiko apne pyar par naaz hota hai;....

Na jane kya soch kar lehre Sahil se takrati hai;

Na jane kya soch kar lehre Sahil se takrati hai;
Or phie samundar me laut jati hai;
Samajh nahi aata ki Kinaro se bewafai karti hai;
Ya fir laout kar samundar se wafa nibhati hai...;

Har pal kuch sochte rehne ki adat ho gayi ahi;

Har pal kuch sochte rehne ki adat ho gayi ahi;
Har aahat par chonk jane ki adat ho gayi hai;
Tere ishq me Ea bewafa,Hirz ki rato ke sang;
Humko bhi Jagye rahne ki adat ho gayi hai...

Wo Pani ki lahro pe kya likh raha tha;

Wo Pani ki lahro pe kya likh raha tha;
Khuda jane Harf-E-Dua likh raha tha;
Mohabbat me mili thi nafrat use bhi sayed;
Is liye har sakhs ko bewafa likh raha tha......

Mehsoor ho gaya Hu. To Zahir haii Dosto;

Mehsoor ho gaya Hu.  To Zahir haii Dosto;
Ilzam 100 tarh ke mere sar par bhi aayenge;
Thora sa apni chal badal kar chalo;
Sidhe chale to mumkin hai.Peeth me Khanjar bhi aayenge

Wafa karne se mukar gaya hai dill;

Wafa karne se mukar gaya hai dill;
Ab Pyar karne se darr gay hai dill;
Ab kisi sahare ki baat mat karna;
Jhuthe Dilaso se Bhar gaya hai
Ab yah Dill...|

Saturday 9 April 2016

Pyar me Bewafai Mile to gam na karna..

Pyar me Bewafai Mile to gam na karna..
Apni ankhe kisi ke liye nam na karna
Wo Chahe lakh nafrat kare tumse ;
Par tum apna pyar kabhi uske liye kam na karna

Wo chor kar gaye hume;

Wo chor kar gaye hume;
Na jane kiya majburi thi;
Khuda ne kaha isme unka koi kasoornahi;
Ye kahani to maine likhi hi adhuri thi;..

Pal Pal uska saath nibhate hum;

Pal Pal uska saath nibhate hum;
Ek ishare par duniya chor jate hum;
Samudar ke bich me  pahunch kar fareb kiya usne;
wo kahte to kinare par hi doob jate hum

Mat puch Mere Sabr ki Inteha kaha tak hai;

Mat puch Mere Sabr ki Inteha kaha tak hai;
Tu sitam karle teri takat jaha tak hai;
Wafa Ki ummid jinhe hogi, Unhe hogi;
Hume to dekhna hai, tu zalim kaha tak hai..;

Jan kar bhi tum mujhe jann na paye;

Jan kar bhi tum mujhe jann na paye
Aaj tak tum mujhe pehchan na paye;
khud hi ki hai Bewafai tumne;
Taki tum par Koi Ilzam na aaye..;

Agar duniya me jine ki chaht na hoti;

Agar duniya me jine ki chaht na hoti;
To khuda ne mohabbat banai na hoti;
Log marne ki aarzu na karte;
Agr mohabbat  me bewafai na hoti

Unhone jo kiya ye shayad unki fitrat hai;

Unhone jo kiya ye shayad unki fitrat hai;
Apne liye to pyar ek ebadat hai;
na mile unse to mar kar bta denge;
ki kitni mohabbat hai is dill me

Usne tora tha Mera Dill us se koi Shikayat Nahi,

Usne tora tha Mera Dill us se koi Shikayat 
Nahi,
Ye uski amanat thi usko acha lga 
so tor Diya;

whoi zameen hai wohi aasman wohi hum tum

whoi zameen hai wohi aasman wohi hum tum
sawal ye hai ke zamana badal gaya kaise
--------------------------------------------

Hum ek baat ki jodai ki,

Hum ek baat ki jodai ki,
or us bewafa ne to hadd hi karr di

kaise bhula du usko mai......

kaise bhula du usko mai
maut insan ko aati hai, yado ko nahi...