verfi

Pages - Menu

verfi

Showing posts with label BEWAFA SHAYARI. Show all posts
Showing posts with label BEWAFA SHAYARI. Show all posts

Sunday 10 April 2016

Har dharkan me ek raaj hota hai;

Har dharkan me ek raaj hota hai;
Bato ko batane ka bhi ek andaj hota hai;
Jab tak na lage thokar bewafai ki;
Har kisiko apne pyar par naaz hota hai;....

Na jane kya soch kar lehre Sahil se takrati hai;

Na jane kya soch kar lehre Sahil se takrati hai;
Or phie samundar me laut jati hai;
Samajh nahi aata ki Kinaro se bewafai karti hai;
Ya fir laout kar samundar se wafa nibhati hai...;

Har pal kuch sochte rehne ki adat ho gayi ahi;

Har pal kuch sochte rehne ki adat ho gayi ahi;
Har aahat par chonk jane ki adat ho gayi hai;
Tere ishq me Ea bewafa,Hirz ki rato ke sang;
Humko bhi Jagye rahne ki adat ho gayi hai...

Wo Pani ki lahro pe kya likh raha tha;

Wo Pani ki lahro pe kya likh raha tha;
Khuda jane Harf-E-Dua likh raha tha;
Mohabbat me mili thi nafrat use bhi sayed;
Is liye har sakhs ko bewafa likh raha tha......

Mehsoor ho gaya Hu. To Zahir haii Dosto;

Mehsoor ho gaya Hu.  To Zahir haii Dosto;
Ilzam 100 tarh ke mere sar par bhi aayenge;
Thora sa apni chal badal kar chalo;
Sidhe chale to mumkin hai.Peeth me Khanjar bhi aayenge

Wafa karne se mukar gaya hai dill;

Wafa karne se mukar gaya hai dill;
Ab Pyar karne se darr gay hai dill;
Ab kisi sahare ki baat mat karna;
Jhuthe Dilaso se Bhar gaya hai
Ab yah Dill...|

Saturday 9 April 2016

Hume na mohabbat na mili na Pyar mila;

Hume na mohabbat na mili na Pyar mila;
Humko jo bhi mila bewafa yaar mila
Apni to ban gayi Tamasha Jindagi
Har koi apne maksad ka talbdar mila;;..

Saturday 2 April 2016

Aag dill me lagi jab wo khafa hue;

Aag dill me lagi jab wo khafa hue;
mehsus hua tab, jab wo juda hue;
kar ke wafa de na sake wo,
per bahut kuch de gaye jab wo bewafa hue;
आग दिल में लगी जब वो खफा हुए;;
महसूस हुआ तब, जब वो जुदा हुए;
कर के वफ़ा कुछ दे न सके '
पर बहुत कुछ दे गए जब वो बेवफा हुए......|